Google par photo kaise dale? how to upload photo on google-Aaj sabhi log yahi chahte hai ki unka bhi internet par unke name se search hone par unka photo aaye.esliye aaj mai aapko bataunga ki
Hello dosto,aap sabhi ka adviceduniya par bahut-bahut swgat hai aaj ka hamara topic hai Google par photo upload kaise kare.
Bahut se log yahi chahte hai ki unka bhi internet par photo ho.unke name se bhi koe Google par search kare to unka khud ka photo aajaye.
aur esi chakkar me vo apna dimag par jor dalte rahte hai i mean Google par apna photo upload karne ka tarika dhundhte rahte hai.
esliye mai aapke liye ye helpful & powerful article laya hu jiski madad se aap asani se jan layenge ki Google par photo upload kaise karte hai.
aaj mai es post me aapko kuch aise tips or method aapko bataunga jiski help se definatly aapka photo google ke andar show ho hi jayegi.
Direct Google par Photo kaise dale? Full guide
Bahut se log ye dhundhte rahte hai ki kahi google me koe setting ho jaha se google me photo upload hota hai.
lekin aisa nahi hai google ek search engine hai jo dusro website or socialmedia ko crawl karti hai.
agar aap soch rahe honge ki directly kahi se google me apna photo upload kar denge to aap ye bhul hi jayiye.kyuki aisi koe direct method hi nahi hai jisse aap google par apna photo upload kar sakte hai.
Google me photo kaise Dale? Step By step guide
Google par photo upload karne ke mai aapke 4-5 tarike bataunga jisko follow karke aap asani se apne photo ko google me rank karva sakte hai.
i mean google me apna photo upload kar sakte hai.
ham en kuch chizo ke through jaise ki socialmedia,youtube,blog/website janenge google me photo upload karna.
1. Socialmedia Ke Dwara
Sabse pahle hum socialmedia ke through google me photo upload karna sikhenge.Socialmedia bhi ek best plateform hai jiski madad se hi aap asani se google me apna photo upload kar sakte hai.
Sabse pahle jo-jo bare-bare socialmedia sites hai uspe aapna account bana le.jaise ki facebook,google+,twitter,instagram ye 4 sites socialmedia ke sabse bare sites hai.
Esme account banakar aur en sab socialmedia account me photo dalkar aap asani se google me apna photo upload kar sakte hai.
Most important
Agar aapko kahi par bhi apna photo ko upload kar rahe ho chahe vo socialmedia ho ya koe Blog/website. Apne photo ko upload karne se pahle us photo ka rename karke apna name likh le us photo me jisse aap upload karna chahte hai..
#Note:-
Agar aap photo ka rename me appna name nahi rakhiyega to google aapka photo nahi pehchan payega.kyuki google photo ni photo ka caption pehchanta hai.
Socialmedia ke dwara Google par Photo kaise dale?
Dosto facebook,twitter,google+,instagram jaise socialmedia par pahle aap account banaye.aur aagar en sabhi par apka account pahle se hai tab bahut badhiya hai usme kuch settings kare.
Sabse pahle en sabhi par aapka jo account hai usme private se hatakar Public kar.
Esme bhi aap apne account me private se hatakar public kar de aur do you want to out search engine ko enable kar de.
Facebook par aagar aap koe page banate hai aur usme apna photo upload karte hai to aur bhi jaldi vo sabhi photo google me show hone ki sambhana hai.
(Aur jo bhi photo espe upload kare uska photo rename karke apna name likh de.jaise ki maine upar me bataya hu.)
Twitter se bhi photo bahut jaldi rank karta hai.to usme bhi jo bhi photo dale uska rename me apna name rahna zroori hai.
Same as above social media [esme bhi vahi sab photo upload kare jiska rename apne name par ho]
Most important
Aur sabhi socialmedia par jo bhi photo dalenge vo sab same hi hona chahiye.
ye nahi ki facebook par dusra photo dal rahe hai to instagram oar dusra aisa nahi.sabhi par ek hi photo upload kare.
aur sabhi socialmedia par jo bhi name se account banaye vo sabhi same hona chahiye.
jaldi se Google me photo kaise dale? 2 killer method
#1 Method
Dosto,agar aap ye method ko follow karte hai tab aap bahut hi jald aapka photo google me dikhna start ho jayega.
Aur vo method hai blog banakar aap blog ko blogspot ya wordpress kisi par bhi bana sakte hai. aur aapne blog me aapna photo dalkar upload kar de.
aur blog ko rank karva de fir aapka photo google me dikhna start ho jayega.
kyuki blog bhi google ka hi ek plateform hai.
#2 Method
Upar to ho gaya blog me photo upload karke aur ek method hai youtube ke through.
aap sabse phle youtube channel bama lijiye.aur usme koe video upload kare aur uska thumbnail me apna photo upload kar de.
jaise-jaise youtube video rank karega aapka photo google me dikhna start ho jayega.
agar aapko youtube channel bana nahi aata to ye padhe-
* Youtube channel kaise banaye?
Pinintrest or Linkdline se Google me Photo Kaise upload kare?
Aajkal facebook se bhi jyada en dono websites ka photo google me rank kar raha hai.
•Agar aap picture ke shoqin hai to pinintrest ke bare me to pata hi hoga.pinintrest aaj photo ke liye sabse jyada popular sites hai.
en sites se aap kisi bhi tarah ka photo kiso bhi quality me download kar sakte hai.aur agar aaise me aap apna photo esme dalenge to jaldi hi apka photo google me show hona start ho jayega.
★Linkdline bhi facebook ki tarah hi hai jaha aap apna account bana kar dusro se chatting kar sakte hai.lekin esme facebook se thora kam users hai esliye google es site ke users ko account jaldi rank karta hai.
★sabse pahle en dono sites me jakar aapna-apna name se account bana le aur koe achha sa photo upload kar de.thore hi din me aapka photo google me show hona start hojayega.
Conclusion
Ye sabhi method ko aap follow kare aapka photo google me zroor show hoga.
agar aapko es article "google me photo upload kaise kare" ke bare me koe bhi swal hai to niche comment me puch sakte hai.
aur aagar aapko ye article "Google me photo upload kaise kare" achha laga ho to apne dosto ke sath Socialmedia par share zroor kare taki apka dost bhi jan sake ki google me photo upload kaise kare.
Florence Simpler
Really informative, thanks for sharing this!
Gopal Singh
Thanks for commenting
Indrajit mandal
Mandal indrajit
fba
Hi would you mind letting me know which hosting company you're using?
I've loaded your blog in 3 different web browsers and I must
say this blog loads a lot faster then most. Can you suggest a good internet hosting provider
at a fair price? Cheers, I appreciate it!
Abdul samad wasim
Abdul samad wasim
home
I got what you intend,saved to favorites, very nice website.
Mustafa Afzal
I am Pakistani photography
MPP
Really informative, thanks for sharing this! Also check: https://xpressreviews.com/myprivateproxy-review-coupon/