Instagram account Deactivate kaise kare? Bahut log Instagram par account banana to jante hai. Par unhe us instagram account ko delet ya deactivate karna nahi aata hai. Jisse agar vo kabhi apne Instagram ko delet karna chahte hai to unse hota nahi hai. To yaha mai aapko batunga ki Instagram account Delete ya Deactivate kaise karte hai. Sath hi Permanent delet karne ke bare me bhi aapko Btaunga.
To namskar dostodosto,Aap sabhi ka Bahut-Bahut swagat hai hamare Adviceduniya blog ke es anokhe article me. Jaha hum aapko btayenge ki Instagram account Deactivate kaise karte hai?
Aaj har koe Jo Socialmedia ya fir internet ka istemal karna janta hai vo Instagram par account Ko Create karna bhi jaroor janta hoga.
Aur Create karna bhi bahut asan hi hai. Lekin Bahut se logo ko Instagram Account deactivate karna nahi aata hai.
Aur Instagram account deactivate karna dusre socialmedia se thora sa jyada hars hai. Kyuki eska reason mai niche me aapko btaunga.
Apne Instagram account deactivate Karne ke bare me niche Step by Step aapko puri details ke sath aapko bataya hu.
Aap achhe se un steps ko follow kare. Aur apna Instagram account deactivate kar de.
Aapne Instagram account Deactivate Kaise Kare? Easy Method
Vaise to Instagram account deactivate ya fir delet karna Un insan ke liye bahut asan hai jo pahle se hi eska tarika janta ho.
Lekin Ve logo ko lagta hai ki Instagram ka account deactive karna thora muskil hai jinhe ye sab method pata nahi hota hai.
Ye Bhi Zroor Padhe:-
★ Instagram par ek minute me Follower Kaise Badhaye?
★ Instagram Par Likes Kaise Badhaye?
★ Instagram par Comment Kaise Badhaye?
To niche aapko Step by Steps Instagram account deactivate karne ka tarika ko bataya hu. Aap unhe achhe se Follow kare.
Now Follow These Steps:-
1. Sabse pahle Instgram.com Website par jaye. Aur vaha par apne Id se Login ho jaye.
2. Fir apne Instagram User icon par click kare. Aur Edit Profile par click kare.
3. Fir Niche Slide karenge to aapko "Temporarily disable my account” dikhega uspar click kar de.
4. Fir aapse Ek Question pucha jayega “Why are you disabling your account” aapko Uska Answer select kar lena hai koe bhi. Fir niche aayenge to aapko password dalne ka box dikhega usme apna instagram password dale.
5. Aur fir Sabhi kuch karne ke bad “Temporarily Disable Account” par click kar de.
Fir aapka account temporary deactivate ho jayega.
Jab aap chahe tab apna Username aur password dalkar fir se Open kar sakte hai.
To aise hi aap koe bhi Instagram account deactivate kar sakte hai. Yah Step har ek account par work karega. Cahhe vo kaisa bhi account kyu na ho.
Sabhi Instagram account en step ke dwara delet kiya ja sakta hai.
Ab bat aata hai instagram account ko permanent delet karne ke bare me. Instagram 2 type se delet kiya jata hai. Chaliye eske bare me thora jan lete hai.
Instagram account Deactivate karne ka Tarika.
To jaisa kk maine upar me aapko bataya ki Instagram 2 types se deactivate kiya jata hai.
- Temporary Deactivate
- Permanent Deactivate
Ye 2 tarike hote hai instagram Account deactivate karne ke.
Temprory Deactivate kya hota hai?
Instagram account ko temporary jab aap delet ya fir deactivate karenge to aap jab man chahe tab aap apne instagram account me fir se id aur password dalkar dwara se Apne Instagram account ko Open kar sakte hai.
Users es Type ka istemal us samay karte hai jab unke future me bhi apne instagram use karne ka hota hai.
Permanent Deactivate Kisko kahte hai?
Permanent Deactivate jab aapke Instagram account me hota hai. Tab aap kabhi bhi apne instagram account ko Open nahi kar sakte hai.
Agar Simple Word me bola jaye. To aap Us apne instagram account ko hmesha ke liye bhul jaye. Yah kabhi bhi dwara open nahi hoga. Chahe aap jo kuch bhi kar lo.
Agar aap bhi apne Instagram account permanent delet karna chahte hai tab aap apne account se jo bhi photo, Video, ya jo bhi kuch maujud hai sabhi kuch download kar le.
Kyuki ek bar permanent deactivate hone ke bad Vo kabhi bhi dekh nahi payenge.
Permanent instagram account ko delet ya fir deactivate karne ke tarike ko bhi mai niche Step by Step aapko bataya hu.
Vaha ke Steps Follow karke aap apna instagram account ko permanently delet kar sakte hai.
Permanent Instagram id Deactivate kaise kare?
Agar aap Finally Dicision le liya hai apne Instagram account ko permanent delet karne ke liye to niche steps ko follow kare.
Anytha mai aapko reccomnded karunga ki aap hmesha apne Instagram account ko Temporary hi delet kare. Kabhi bhi permanent deactivate na kare.
Now Follow These Steps:-
1. Sabse pahle aap apna koe bhi browser open kare.
2. Fir Instagram Permanent Delete wale Link par click kare. Aur Permanent deactivate page par chale jaye.
3. Fir aap Drop-down Menu me se koe ek option ko select kare.
4. Fir Nichr aayenge to aapse Password pucha jayega. Usme aap apna instagram Password likh de.
5. Aur fir niche jayenge to aapko “Permanently delete my account” Ka option dikhega uspar Click kar de. Aur Fir aapka account hmesha ke liye Deactivate ho jayega.
To esprkar hi aap koe bhi Instagram account ko permanent deactivate kar sakte hai.
Yah Step har ek account par work karega. Instagram account en step ke dwara permanently delet kiya ja sakta hai.
Instagram id ko delet karna other socialmedia se thora hard kyu hai?
Jaisa ki maine upar me kaha tha. Mai aapko niche me batunga ki Instagram account ko Dusre Socialmedia se Jyada muskil use deactivate karne me esliye jyada hai Kyuki Instagram me Deactivate karne ka option Sirf uske Website me maujud hai.
Uske Application me Delet ya fir deactivate karne ka koe bhi Option nahi hai. Aur jinko ye pata nahi hai Vo Instagram ke application me delet ka option dhundhte rahte hai. Aur unhe Yah socialmedia kisi dusre socialmedia se delet karne me jyada hard lagne lagta hai.
Instagram Account Deactivate Kaise Kare Guide By Video
Ye Bhi Zroor Padhe:-
★ Instagram Se Photo&Video Download kaise kare?
★ Instagram account delet kaise kare?
Conclusion
To Dosto, Aab aap Samjh gaye honge ki Instagram account delet ya deactivate Kaise karte hai. Aur aapko Instagram account ko Permanent delet karne ka bhi tarika pata chal gaya hoga. Aur aap asani se koe bhi Instagram account delete kar pa rahe honge.
Aur agar aapko yah article achha laga ho to apne dost aur ristedaro ke sath Facebook,Whatsapp & Twitter jaise Socialmedia par share zroor kare. Taki aapka ek share se Koe new Instagram Users es article ko padh kar Instagran id ko delet/deactivate karne ke liye sikh sakta hai.
Comment(0)