Advice Duniya यहाँ आप Technology, Blogging,Earn money online,General Knowledge,Socialmedia Tips,Education से संबंधित लेख पढ़ सकते हैं।

  • Home
  • Blog
  • Technology
  • Social media Tips
  • Full Form

Instagram Par Follower Kaise Badhaye? {1 Click me 1000+ Follower}

By: Gopal SinghCategory: Instagram Tricks, Social media TipsDate: March 18, 2022

2.1/5 - (7 votes)

Aapne Instagram par follower kaise badhaye? Kyuki har koe chahta hai ki uska Instagram par follower bahut jyada rahe. Kyuki Socialmedia me Instagram par follower rahna bahut mayine rhta hai. Agar aap Instagram par follower badhane ke tarike ke bare me dhundh rahe hai. To yaha mai Instagram Par Follower Kaise Badhaye ke kayi sare tarike bataunga Jo bilkul Geniun hoga.

Instagram par follower kaise badhaye
Instagram Par Follower Kaise Badhaye

To namaskar dosto, Aap sabhi ka bahut-bahut swagat hai hamare Adviceduniya blog par. Aaj ka Article bahut logo ke liye kafi helpful honi wali hai. Kyuki aaj mai aapko Aapke Instagram account se related batane wala hu. Ki Aap Instagram Par Follower Kaise Badhaye sakte hai.

Agar aap ek New users hai instagram par ya fir koe naye-naye Instagram account banaye hai. To aapka Follower bahut hi jyada kam hoga. Kyuki New Account ko jyada log nahi jante hai jisse unke follower jyada nahi hote hai.

Aur esi ke bare me bahut log soch ke pareshan bhi ho jate hai. Par mai aapko Niche me kuch aise Genuine tarike btaunga Jiske help se Aap apne instagram par follower badha sakenge. Mai aapko Kuch tigram lagakar Bole to Auto Instagram Par Follower Kaise Badhaye ke bhi tarike btaunga.

Table of Contents

  • Instagram me Followers Kaise badhaye? Without app (100% Real Follower)
  • 1. Best Attractive Profile Banaye
  • 2. Hmesha Active rahe
  • 3. Hashtag Ka istemal kare
  • 5. Jyada Follower wale ke Pic ko par Comment kare.
  • 6. Set Local Location
  • 7. Hmesha Regular Post karte Rahe
  • 8. Share instagram Account Link
  • 9. Connect Your Instagram account with Facebook & Twitter
  • Instagram par Followers badhane kaise badhaye? app Auto Follower
  • Now Follow These Steps:-
  • Instagram Par Follower Kaise Badhaye ka Sabse Asan Tarike.
  • Now Follow These Steps:-
  • Instagram Follower Badhane Wala App & Website.
  • IInstagram Par Follower Kaise Badhaye FAQ
  • Instagram Fake Follower badhane se pahle aur Bad kya kare?
  • Instagram Follower badhane se pahle kya kare?
  • Instagram Follower badhane ke bad kya kare?
  • Conclusion

Instagram me Followers Kaise badhaye? Without app (100% Real Follower)

Niche me mai aapko kuch Genuine tarika btaunga. Aur yah sab tarike agar aap apne knstagram account par follow karenge to aapko eska positive result bhi milega. Kahne ka Matlab hai ki Aapke Instagram par follower aapka zroor badhega.

Ye bhi Zroor padhe:-

★ Instagram Verified account kaise banaye?

Lekin ye sab Belkul Genuine method hai Esliye aapko Patiemce kuch din rkhna parega. Es tarike se aapka Real follower badhega. Niche me mai aapko Instagram ke kuch tips btaunga jisse aap regular follow kare.

1. Best Attractive Profile Banaye

Aap agar chahte hai ki aapka bhi Lakho me follower ho aapke instagram account par. To sabse pahle aapko apna Instagram ka account par jo aapka profile hai Usko Attractive banana parega.

Aap usme achhe se designing ke sath Stylish Names for Instagram likhe, Mast Caption aur Instagram Bio likhe, Description Dale, Background Image mast wala dale, Best Profile Photo attractive wala dale. Profile me vahi photo ka istemal kare. Jo Best ke Sath-Sath Unique + Attractive rakhe.

Taki agar koe dusre users ka dhyan aapke profile photo ki taraf jaye. To uske andar Curiosity jag jaye Aapke profile photo dekhne ka. Aur jisse ve aapka Profile check karne zroor aayega. Aur 75% Chance hai ki Ve aapko follow karega hi karega.

2. Hmesha Active rahe

AAP hmesha Apne Instagram Account par active rahe. Jab bhi koe Aapke pic par comment kar to unka Reply fast kare. Aur hmesha regular Apne kuch na kuch creativity apne account par karte rahe.

3. Hashtag Ka istemal kare

Aap jab bhi koe apne instagram account par post kar to Us post ke upar caption dalna kabhi mat bhuliyega. Aur sath hi #Hashtag ka istemal karna bhi mat bhuliyega.

Es Hashtag ko istemal karne se sabko Lagta hai ki Ye Profestional Users hai. Aur jisse log aapko follow Karne zroor aayenge.

5. Jyada Follower wale ke Pic ko par Comment kare.

Jin logo ka accounts me jyada follower, hai. Unke photo par jyada comment aate hai. To Vaise profile wale ko Follow kare. Aur Sath hi uske photo par comment bhi zroor kare.

Jisse ye hoga ki Agar koe us Users ka follower check karega to vaha aapka bhi account mil jayega. Aur agar koe comment check karta hai to vaha bhi aapka Comment profile mil jayega. Jisse Follower badhne ka Chance jyada hota hai.

6. Set Local Location

Aap jab bhi apne Instagram account par koe post kar. To Post karte samay aap Aone location ko Set zroor kare. Jiska Fayda yah hoga ki us Location me rahe har ek users ko Notification mil jayega. Ki es place me Ye post publish huya hai.

Aur agar koe place ka name se search karta hai. To usme aapka post ka Result aane ki guranty hai. Aur jisse ve aapka profile check karne zroor ayenge. Aur jaisa ki maine kaha ve log Follow bhi zroor karenge.

7. Hmesha Regular Post karte Rahe

Aap hmesha Regular posting karte rahe. Bole to aao daily bhi Posting kar sakte hai. aap 2 din me bhi post kar sakte hai. Par ye dhyan rakhe ki Daily base par hi post upload kare.

Kabhi bhi aise nahi lagne de ki aap Offline bhi rahte ho. Internet par kayi sare aise tools maujud hai. Aap social media management tool ka istemal bhi kar sakte hai.

Ye kuch Socialmedia free tool hai jinhe aap bina Koe charge pay kiye istemal kar sakte hai.

  • Buffer
  • PromoRepublic
  • HootSuite
  • Social Pilot
  • CoSchedule

8. Share instagram Account Link

Aap aone instram account ka profile ka link Pahle Copy kar lijiye. Agar aapko Instagram me aapka profile ka link copy karne nahi aa rha to aap Simple Chrome browser ko open kare.

Aur vaha Login ho jayega instragram ke website me. Aur aone profile me jaye aur fir Url copy kar le. Aur Use apne sabhi socialmedia jaise ki Facebook , Twitter , Whatsapp aur bhi Socialmedia par apne dosto ke sath Share kare. Aur unhe bhi Share kar dene ke liye kahe.

9. Connect Your Instagram account with Facebook & Twitter

Yah bhi ek kafi kamal ka Tips hai. Aap jab bhi apna instagram account banaye. To usko apne facebook account se Connect karne me deri na kare.

Esse aapka follower bahut jyada badhega. Kyuki jo Aapke facebook me friend hai. Aur unlog Insgram par bhi hai.

To unlog ko Aapka profile Reccomnded me Show hone lagega. aur jisse aapko ve Follow zroor karenge. Ye Sochkar ki hum Facebook par pahle hi friend hai yaha bhi Follow kar dete hai.

Aur es tarike se kafi jyada Follower badhte hai. Ye kuch Genuine tarike hai. Jisko agar aap follow karte hai to aapka Kuch din me hi follower badhna shuru ho jayega.

Aur Vo sabhi ke Sabhi follower aapka Real hoga. Lekin Aapko eske liye thora patience rkhna parega. Lekin Jab Followet badhna shuru hoga to aap Soch bhi nahi sakte hai.

Instagram par Followers badhane kaise badhaye? app Auto Follower

Aap agar apne Instagram par Auto follower badhana chahte hai to niche Steps ko follow kare.

Now Follow These Steps:-

1. Sabse Pehle Apne browser se Like4like Website Par Jaye. Aur register Par Click kare. Aur Register karne ke bad Login ho jaye. [Register karna bahut hi asan hai. Aapse bas Gmail ,pass word name ye sab details aapse manga jayega]

Instagram par follower kaise badhaye

2. Fir Login karne ke bad Add And Manage Pages Par Click Karna Hai.

Instagram par follower kaise badhaye

3. Fir Apko Instagram Follows Par Click Karna Hai.

Instagram par follower kaise badhaye

4. Fir Apke Samne ek New windows Open Hojayega Jisme Apko Instagram Url Ke Niche Bane Column Me Apni Instagram Profile Ka Url Type Karna Hai Or Link Description Me Ap Apni Profile Ke Bare Me Kuch Bhi Likh Sakte Hai Fir Apko Add Url Par Click Kar Dena Hai.

Instagram par follower kaise badhaye

Fir aapka Successfully Apka Instagram Profile Like4like.Org website Se Connect ho jayega.

5. Ab Apko Social Media Exchange Me Jakar Apni Requirement Ke Hisab Se Kisi Bhi Social Media Profile Me Login Karke Credit Earn Karne Hai.

Instagram par follower kaise badhaye

Example – Agar Apka Youtube Par Channel Hai To Ap Youtube Section Me Youtube Subscribers Par Click Karke Credit Earn Kar Sakte Hai.
Youtube Se Credit Earn Karne Ke Liye Apko Youtube subscriber Par Click Karna Hai.

6. Fir Apke Samne Youtube Subscriber Ke Tab Show Honge Vaha Par Apko Kisi Bhi ek Youtube Subscriber Par Click Karna Hai.

Instagram par follower kaise badhaye

7. Fir Apke Samne Us Youtube Subscriber Ka Channel Pop-Up Window Me Open Ho Jayega Apko Subscribe Button Par Click Kar Dena Hai Or Window Ko Close Kar Dena Hai.

Instagram par follower kaise badhaye

8. Aise hi Apko Dusre Logo Ke Profile Se Credit Earn Karne Hai Or Fir Unhi Credit Se Apki Instagram Profile Par Follower Ayenge.

Instagram par follower kaise badhaye

Jitna jyada aapka Credit hote jayega. Utna jyada aapke instagram par Follower badhte jayenge. To aap esprakar bhi apne instgram par auto follower badha sakte hai.

Instagram Par Follower Kaise Badhaye ka Sabse Asan Tarike.

Upar me mai aapko Genuine follower badhane ka tarika bataya hu. Aur es Tarike ko agar aap istemal karenge to aapka Real nahi balki BOT Follower badhega. Matlab ki Fake Follower badhega.

Ve sab jyada tar Active Users nahi hote hai. But mai aapko kabhi ye reccomnded nahi karunga es tarike ko follow karne ka. Lekin Mera kam hai aapko Sabhi tarike ko batane ka.

Aap es tarike ka istemal karke turant Follower badha sakte hai. Aap bas niche bataye gaye Steps ko achhe se follow kare.

Now Follow These Steps:-

1. Sabe pahle apne mobile se koe bhi browser open kare aur https://4gram.io Search kare aur us website me enter kare.

2. Vaha par aapko Login ka option dikhega uspar click kare. Aur apne Instagram account se login ho jaye.

3. Fir aake instagram me registerd Gmail ya Phone number par ek otp ayega usko Jisko Dalkar Signup ho jana hai. Aur fir aap Successfully Login ho jayenge.

4. Fir aapke samne us website ke dashboard par Auto liker, Auto Follower, Auto Views aur bhi kayi sare Option dikhenge. Usme se Auto Follower par Click Kare.

5. Fir aapko Get follower ka option dikhega. Simply aap Us par Click Kar de.

Click karte hi aapka Instagram par follower badhna Shuru ho jayega. Esse aap ek bar me 60-80 follower badha sakte hai. Aur Fir 10-15 minute bad es tarike ko apply karke fir Follower badha sakte hai.

To aise me 24 hours me aapka Follower 280×24=6720 follower badh jayega. Agar average 70 follower ke hisab se jora jaye tab.

Es tarike se aap Apne instagram oar instant Follower badha sakte hai. Yah Jaise hi website par Successful Follower Send likhega. Aapka Follower badhan shuru ho jayega.

Instagram Follower Badhane Wala App & Website.

Jaise ki maine upar me aapko bataya hu Us BOT follower badhane ka tarika ke bare me. Usi tarah ke website & Application aur bhi kayi sare Internet par maujud hai.

Jo aapko instant Aapke instagram account par follower badhata hai. Unhi me se kuch Website aur Application ka Name niche me mai aapko bataunga.

Ye sab Same upar bataye gaye tarike ki tarah hi ese bhi istemal kar sakte hai. Sam usi ka jaisa en sab ka system hai.

  • Get Follower Vip
  • Havlaagram.me
  • Freelike4Like
  • Get Follower Vip
  • Genuine Likes
  • Instamacro Free Trial

Ye Kuch Website aur Application hai jo aapko aapke instagram account par instant followet badhane me kafi jyada madad karega.

IInstagram Par Follower Kaise Badhaye FAQ

Instagram Fake Follower badhane se pahle aur Bad kya kare?

Ye janna bahut zroori hai aaplogo ko ki Fake follower badhane ke pahle apne account me kya kare. aur Fake follower badhane ke bad kya kare. Kyuki Ye sab Janna hi chahiye. Taki eska Sach bhi malum ho jaye. Ki kaise Follower badhte hai.

Instagram Follower badhane se pahle kya kare?

Jab bhi aap Fake follower badhaye Ya uska method ko Istemal kare. Uske pahle aap apne Account ke Privacy ko Change karke Public kar de.
Matlab ki agar aapka Account Private me hai Ya kisi aur privacy setting me hai to aap apne account ka privacy ko public kar de. Anytha Aap follower badhne me ashmarth ho jayega.

Instagram Follower badhane ke bad kya kare?

Vaise ye sab tarike me Sirf BOT kam karti hai. Esme Hacking ka Chance nahi hota hai. Aapka account Safe rahta hai.
Par Hum sabhi jante hai Internet par kitne hacker bhare pare hai. Apne tigram lagakar hacking karne ka koshish karte hai.
Kabhi-Kabhi aisa bhi hone lagta hai ki Bina mere permission ke Hamare account se dusre logo ko Follow hone lagta hai. Aur jisse hamara account me following Badhne lagta hai.
Esliye jab bhi Aap Fake Instagram par follower badhaye. Fir Jab aapka Follower badh jaye to aap apna Account ko fir se Private kar sakte hai. Ya fir aap apna account ka password change kar sakte hai. Aapko Sachet karna hamara kam tha.

Conclusion

To dosto,Mujhe ummid hai aap bhi ab aap Apne Instagram Par Follower Kaise Badhaye sikh gaye honge. Aur aap bina kisi Problem ka Asani se instagram par Follower badha lenge.

Aur agar aapko yah article achha laga ho to apne dost aur ristedaro ke sath Facebook, Whatsapp & Twitter jaise Social media par share zroor kare. Taki aapka ek share se Koe new Instagram Users es Instagram Par Follower Kaise Badhaye wale post ko padh kar apna Instagran Follower badhane ke liye sikh sakta hai..

टैग: Follower tips Instagram Instagram Follower Instagram Follower increase Instagram par follower kaise badhaye

शेयर करें
  • Facebook
  • Twitter
  • Pin It
  • Email
  • LinkedIn
  • WhatsApp
« Previous Jio Phone में Whatsapp कैसे चलाये? Jio Phone में Whatsapp डाउनलोड करने का तरीका।
Next » [2022 Awesome] Facebook Tips & Tricks in Hindi

Author : Gopal Singh

नमस्कार,मैं Gopal Singh इस ब्लॉग का Founder आप सभी का Adviceduniya पर स्वागत करता हूँ। मैं एक Indian ब्लॉगर हूँ। और यहाँ पर आपके लिए टेक्नोलॉजी,ब्लॉगिंग,ऑनलाइन पैसा कमाना,हैकिंग और वो सभी प्रकार के आर्टिकल हिंदी में शेयर करता हूँ। जो आज के डिजिटल लोगों का जानना बहुत ज़रूरी है।

Reader Interactions

Comment(1)

Comment करें

Comments

  1. Deepak kumar

    Bahut mast hai bhai

    जवाब दें

अपनी प्रतिक्रिया दें। Cancel reply

Related Article

  • instagram se paise kaise kamaye
    अपने Instagram से पैसे कैसे कमाए? 2022 Top 10 Idea
  • Instagram par Comment kaise badhaye
    Instagram Par Comment Kaise Badhaye? (100% Real Comments)
  • Instagram photo download kaise kare
    Instgram से Photo और Video Download कैसे करे? [2022 Best Method]
  • 2022 में Instagram पर Like कैसे बढ़ाये? (100% Gurantee)
  • Instagram id delet kaise kare
    Instagram Account Deactivate Kaise Kare? Permanent & Temporary
  • 2022 में Instagram VIP account कैसे बनाये? Blue Tick Method
  • Facebook par friend kaise chhupaye
    Facebook Friend List को कैसे छुपाए? एक मिनट में
  • Whatsapp hack kaise kare
    किसी का भी Whatsapp account Hack कैसे करे? {2022 Secret Tricks}
  • twitter par follower kaise badhaye
    मोबाइल से Twitter पर Follower कैसे बढ़ाये? Step By Step
  • Youtube Par Photo Kaise Upload Kare? 1 Second me
  • Fake Whatsapp kaise banaye
    बिना नंबर के Whatsapp कैसे चलाये? Fake Whatsapp Kaise Banaye? 2022 Secret Tricks
  • instagram names for boys
    3100+ Awesome Instagram Names for Boys🔥 {2022 Best Instagram Names}
  • Facebook par Likes kaise badhaye
    मोबाइल से Facebook पर Like कैसे बढ़ाये? (100% Working Method)
  • Instagram Bio for girls
    3100+ Famous Instagram Bio for Girls 🔥(2023 Trending Insta Bio Collection)
  • instagram names for girls
    2300+ Cool Instagram Names for Girls {2022 Most Trending}
  • Youtube Video Par thumbnail Kaise Lagaye? Sirf 1 Minute me
  • Whatsapp में dark mode On कैसे करे? Dark mode technique
  • Instagram Captions for boys
    2900+ Best Instagram Captions For Boys (Trending Insta Captions)
  • Instagram bio for boys
    3100+ Attitude 😱Instagram Bio For Boys {2023 Top Trending Insta Bio Collection}
  • Youtube par Copyright Free Video & Music Kaise Use Kare? Awesome Method
  • whatsapp group link
    2022 Full Active Girls Whatsapp Group Link For Join
  • instagram stylish name
    1500+ Attitude Stylish Names for Instagram {2023 Swag Instagram Style Names}
  • Instagram Captions for girls
    2100+ Best Instagram Captions For Girls (2022 Top Captions)
  • Twitter account Verify kaise kare
    Mobile से Twitter account Verify कैसे करे? (Blue Tick Method)
  • 2022 में Free Youtube Channel promote कैसे करे? 15 बेहतरीन तरीका।
  • facebook stylish name
    1700+ Top Facebook Stylish Name For Boys & Girls {2023 Best Stylish Name Collection}
  • Instagram Usernames for Boys
    1300+ Unique & Unused Instagram Usernames for Boys {2022 Best List }
  • Primary Sidebar

    close button

    Recent Posts

    • Smart Pneumatic Regulators - The Future of Mechanical Engineering
    • 3100+ Attitude 😱Instagram Bio For Boys {2023 Top Trending Insta Bio Collection}
    • 300+ Best Sundar Ladkiyon Ki Photo - India Top Beautiful Girls Photo
    • Movies Ki Duniya 2023 Live Link | MovieKiDuniya Website - Hollywood, Bollywood, 300MB Movies
    • Chand par kon kon gaya hai | चांद पर कौन कौन गया है
    • 12th के बाद क्या करें? 2023 में 12वी के बाद क्या करना चाहिए? Experienced Advice
    • All You Should Know About Buying a Cricket Helmet
    • Overview of the Mostbet app in Bangladesh
    • 2023 में कोई भी New Released Movies Download कैसे करे? Top Trending Method
    • 2023 Fastest WordPress Hosting List to Get Better Google Ranking

    Categories

    • Advice
    • Banking
    • Blogging
    • Computer Tips
    • Earn money
    • Education
    • Facebook Tips
    • Facebook Tricks
    • Full Form
    • Game
    • General knowledge
    • Hacking Tips
    • Health tips
    • In Hindi
    • Instagram Tricks
    • Insurance
    • Jio Phone Tricks
    • kaise banaye
    • Loan
    • Magic Tips
    • Mobile Tips
    • Motivational
    • Movies Site
    • Names
    • Network
    • Online Earning
    • Social media Tips
    • Technology
    • Tips&Tricks
    • Twitter Tips&Tricks
    • Uncategorized
    • Whatsapp Status
    • Whatsapp tricks
    • Wordpress
    • Youtube

    Footer

    About AdviceDuniya

    Adviceduniya.com एक ऐसा हिंदी ब्लॉग है, जहाँ पर आपको हिंदी में Phone Reviews, App Reviews, Software Reviews,से जुडी जानकारियां आपको Detail में मिलती हैं.

    Contact Us

    हमसे बात करने के लिए हमारे निचे दिए हुए E-Mail पर अपना मैसेज भेजे - [email protected]

    हमसे सोशल मीडिया पर जुड़ें

    DMCA.com Protection Status Copyright © 2020–2023 About Us Contact UsPrivacy policySitemapGo On Top