Jio Phone me Video Calling Kaise kare?,Step By Step Jio Phone me Whataapp se kisi bhi android ya Jio phone par Video Call karne ka tarika. Abhi Jio phone Naya-Naya Market me aya hai. Esiliye Jio phone me Video Calling karne ka tarika bahut log ko pata nahi hai. Esiliye Es article me mai aapko Bahut hi asan tarike ke Sath steps by Step Aapke btaunga ki Jio Phone mein Video Calling Kaise karen.
To namaskar dosto, Aap sabhi ka hamare official blog Adviceduniya par bahut-bahut swagat hai. Aaj hum bat karne wale hai Jio phone me Phone number block karne ke tarike ke bare me.
Mujhe ummid hai Jio phone ke pichle article Jio phone update kaise kare. ye aap logo ne padh liya hoga. Aur thik usi tarah humne Jio mobile ka ek aur Tricks lekar aaya hu.
Ye bhi Zroor padhe:-
★ Jio phone me Video Calling kaise kare?
★ Jio phone me Video ya Song Download kaise kare?
★ Jio phone me Whatsapp kaise chalaye?
Jisme humlog janenge ki Apne Jio mobile me kisi ka bhi phone number ko block kaise karte hai.
Jio Phone me number block kaise Kare? 1 Minute me
Kisi bhi phone me number block karna aana zroori hai. Aur khas kar larkiyo ki kyuki Larkiyo ko log jyada Unknown number se log call karke pareshan karte hai. Aur aise me Number block karna ek best tarika hai un logo ka Call busy karne ka.
To niche me mai apko Jio phone me number block karne ka Steps by steps tarika bataya hu. Jisse aapko apne jio phone me ye tarika ko istemal karne me koe problem na ho.
Now Follow These Steps:-
1. Sabse pahle Jio me Number block karne ke liye Jio Chat application ko open kare.
2. Jab aap Jio Chat app open krenge to aapko new massage or options ye do name dikhenge. Usme Option par Click kare. Aur fir Setting par click kare.
3. Setting par Click karne ke bad aapke Jio phone ke Screen par kayi sare options Dikhenge Usme se aap Security&Privacy wale option par Click kare.
4. Click karne ke bad aapko Blocked Contact ka option Dikhega. Uspar Click kare.
5. Blocked Contact par Click krne ke bad aapka samne aapka Contact List Open ho jayega.
6. Fir Us Contact List me se Jo-jo Mobile number ko Block/Blacklist karna chahte hai. Us Number ko Select kar le. Aur fir Select hone ke bad Bich wala Ok button par Click kar de.
Aur fir aapka vo number Block ho jayega. Ve number se jab bhi koe aapke number par call karega to use hmesha aapka number busy batayega.
To es parkar aap apne Jio mobile me en steps ko follow karke asani se koe bhi mobile number ko block kar sakte hai.
FAQ on Jio Phone me number block kaise kare?
Kya Bina number Save kiye Blacklist me number nahi dal sakte hai?
Nahi,Bina apne Contact List me number Save kiye bagair aap Kisi bhi number ko Blacklist me nahi dal sakti hai. Kyuki Eska features Aur Phone se alag hai.
Dusre phone me Call log me har dail Number par Click karne ke bad Blocked Contact ka option mil jata tha.
Lekin es phone ke System kuch alag hai. Esliye aapko upar bataye gaye Tarike ke dwara hi aap Kisi bhi Contact ko Apne Jio phone me Block kar sakte hai.
Hume Number Block karna kyu zroori aana chahiye?
Bahut se logo ke man me ye bhi Swal daur rahe honge ki Hame Kyo Number blacklist me karna aana chahiye. To jaisa ki maine upar me bhi bataya hu. Ki Sabhi logo ko Mobile number esliye Blacklist ya Block karna aana chahiye kyuki Kayi log aise hote hai.
Jo daily-Daily call kar-kar ke logo ko pareshan karte hai.
Khas kar agar kisi larki ka number kisi anjan ke pas chala jaye. Aur aise Us number ko Blacklist me dal dena best tarika hai. Us Number se call aane ka.
Conclusion
Ab mujhe ummid hai aapko upar bataye gaye tarika aapko puri tarah samjh me aa gaya hoga. aur aap Easily Apne jio phone me number block asani se kar payenge. aur agar aapko Number block karne me koe bhi problem aa ha ho to niche comment kar sakte hai.
Aur agar aapko yah article"Jio Phone me koe bhi phone number blacklist me kaise dale" achha laga ho to apne dosto aur ristedaro ke Whatsapp aur Facebook jaise socialmedia pwr share karna bilkul bhi na bhule. aur khaskar un logo ke pas Jo Jio phone istemal karte hai.
Aur aapka ek Share se es post ko padhkar ve bhi jan le ki Jio phone me kisi ka bhi mobile number block kaise karte hai. Aur ve Unknown mobile number ko block kar sake.
Sonal
Me. Jo numb. Blok karna chahti hu. WO number add blok contact me so nhi ho rahe rahe mene sim contact or phone contact karke dono dekh kiya.
Gopal Singh
Sonal G,Pahle aap Us number ko apne phone se delet kar de. Fir Mobile ko reboot kare. Aur Fir us Number ko Save kare. Aur fir dekhiyega To Block Contact me Show hona shuru ho jayega.
Umesh suresh jaiswar
Yaha pe sirf Jio ke number hi block kiye ja sakte hain Jio phone ke through
Agar apka sim card alag company ka hai to block nahi kar sakte
Ram gopal mishra
Mast article hai bhai
Ganesh
Same process follow Karne ke baad bhi number block nahi ho raha hai.
Call tab bhi aa rahi hai.
Gopal Singh
Sir,,To fir Sayad abhi Jio Company walo ne Service change ki hogi.
Akas singh
nice bro
Mohammed Faizan
जैसा आपने बताया वैसे ही जियो chat mein jakar maine ek number block kiya magar us number se fir bhi calls aa rahi hain ? Phone model :- Jio Phone f 220b
AMIT KUMAR SINGH
Sir phir To fir abhi Jio Company walo ne Service
change ki hogi.
CHOTAN DALUI
CHOTAN DALUI