Jio Phone me Video Call Kaise kare?,Step By Step Jio Phone me Whataapp se kisi bhi android ya Jio phone par Video Call karne ka tarika. Abhi Jio phone Naya-Naya Market me aya hai. Esiliye Jio phone me Video Call karne ka tarika bahut log ko pata nahi hai. Esiliye Es article me mai aapko Bahut hi asan tarike ke Sath steps by Step Aapke btaunga ki Jio Phone mein Video Calling Kaise karen.
To namskar dosto, Aap sabhi ka hamare Adviceduniya blog par bahut-bahut swagat hai. Aur aaj hum janenge Ki Jio phone me Video Calling kaise karte hai?
Eske pahle wale post me humne jana ki Jio phone me kisi ka bhi number block kaise karte hai. Ve article sabhi logo ko pasand aaya hoga.
Aur thik usi tarah Jio phone ke es daur me Jio mobile ke ek aur Tricks ke bare me mai batane wala hu. Aur vo Tricks hai Jio phone me Video Calling karne ka.
Ye Bhi zrooor Padhe:-
★ Jio phone me Koe bhi Video ya Song Download kaise kare?
★ Jio phone ka System update kaise kare?
★ Jio phone me Whatsapp kaise chalaye?
Jio me Video Calling ka Features pahle se hi maujud tha. Lekin Bahut logo ko Ye pata nahi tha. Kyuki Market me naya phone launch hone ki wajah se eski adhi se jyada jankari Ya kah sakte hai Eske adhe se jyada Features ke bare me logo ko malum nahi tha.
Aur kafi sara features bad me Jio Company ne Apne jio phone me upload kiye the. Aur pahle se vah features maujud thi Video Calling ki. To niche me mai aapko Jio mobile phone me Video Calling Karne ke asan tarika btaunga.
Jio Phone me Video Call Kaise Kare? Kisi bhi mobile par
Kisi ke number par Video calling se pahle aapko Kuch bato ka khyal rakhna hoga. Tabhi aap kisi se bhi Jio phone se Video calling kar sakte hai.
Android phone me to asani se Video call kar sakte hai.
Lekin Ye jio phone market me new launchable phone hai. Aur eska tarika bahut koe ko malum nahi hai Jio phone me Video Calling karne ka. Esliye Jab bhi aap Kisi ko Video Call kare Uske pahle.
Video Calling karne se pahle En Sabhi bato ka khyal rakhe:-
●Sabse pahle aapka Phone me Jio Chat application rahna zroori hai. Aur Sath me Jio Video Call application aapke aur Samne wale jispar aap video call karna chahte hai.
Aap dono ke phone me Jio Video Call application Hona zroori hai. [Agar nahi hai to Jio Store me jakar download kare aur install kar le]
(Agar aapko Jio store me Jio Video Call application nahi milta hai. To pahle apne jio Phone ko Update kare.)
●Ye bat ka dhyan rakhe ki dono ke pas Jio Company ka hi phone number hona chahiye. Kyuki Jio phone se sirf dusre Jio Number par hi Video Call ho sakta hai.
●Agar aap apne jio phone se kisi Dusre Jio phone ke bajaye Kisi Smartphone par Video Call kar karna chahte hai. Tab Unke pas bhbhi Jio Video Call application aur Jio phone number hona chahiye.
●Aap jis bhi log ko Vide Call karna chahte hai. To uska jio mobile number apne jio phone me pahle se hi Save kar le. Bina Save kiye aap Video call application ke jariye Bat nahi kar sakte hai. Kyuki usme Kahi bhi Dailing ka option Diya nahi gaya hai.
●Aur ek khas bat Aap dono ke phon me Data honi chahiye. Aur Dono ka jio phone ka Internet Connection ON hona chahiye. [Jitna speed aapka Internet Connection hoga utna Clear aap Video Call kar payenge]
jab bhi aap kisi ke sath jio phone se Jio phone ya koe bhi Smartphon par Video Call kare. Uske pahle Upar bataye gaye bato ka bilkul khyal rakhe.
Jio Phone me Video Calling kaise kare? Step by step Guide
Hal hi me logo ko pata chala hai Jio phone me Bhi Video Calling hota hai. Lekin bahut logo ko eska tarika malum nahi. To mai aapko Niche me bataunga ki Kaise aap aasani se Apne ek Jio mobile se dusre Jio phone pas asani se Video Calling kar sakte hai.
Niche me mai aapko Steps by steps bataunga apne Jio phone me Video Calling karne ke tarika ke bare me.
Now Follow These Steps:-
1. Sabse Pahle Ap Apne Jio Phone Me Video Calling Application install kare. Aur usko Open kare.
2. Fir jinse aap Video call karna chahte hai Unka mobile number pahle apne jio phone me Save kar le.Aur Jinse aap Video call par bat karna chahte hai Unke Jio phone me bhi Jio Chat application install karva de.
3. Ab apne jio phone me Contact par jaye.
4. Fir aapko Udhar Aapka dost ka number milega Jo Jio chat aap par registerd hai.
5. Fir Call par Tap kare. aur aapka call Connect ho jayega.
Aur es parkar aap asani se apne Kisi bhi Friend ke pas asani se Video Calling kar sakte hai.
Whatsapp se Android me Jio Phone se Video Calling Kaise kare?
Sabhi Android phone me Jo Whatsapp application maujud hai Un sabhi me Video Calling ka features maujud hai. Lekin Abhi tak Jio Company ne Whataapp application Use karne ke liye Jio phone me Software dal diya hai.
Lekin abhi tak koe bhi aisa update nahi laya Jo Whatsapp se Kisi Android phone par Video Calling kar sake. Agar aapko Kisi Android phone me Jio phone se Video Calling karna hai to aapko Upar bataye gaye Tarike ko hi istemal karna parega.
Conclusion
To ab aapko Upar ke bataye Steps se pata chal gaya hoga ki Jio phone me Video Calling kaise karte hai?. Aur aap kisi ke bhi Jio mobile par asani se Video Calling karke Bat karna jan gaye honge. Aur agar aapko Apne Jio phone se Video calling karne me koe bhi pareshani Ho raha ho to niche comment karke bataye. Hum aapko uska Solution zroor batayenge.
Aur agar aapko yah article"Jio phone me Video Calling Kaise kare?" pasand aaya ho to apne dosto aur ristedaro ke sath Whatsapp aur Facebook jaise Socialmedia par Share karna bilkul bhi na bhule.
Taki aapka ek Share se Ve log bhi Jio phone se Video Calling karna Sikh jaye. Jinhe apne Jio phone me Video Calling karna nahi aata. Ya jinhe Es Video Calling wale features ke bare me nahi malum hai.
Prashant
Aapka Article Bhaut hi achha hai
Me aapka daily news post padta hu