Video size compress Kaise Kare? Without loose Quality

Rate this post

video size compress kaise kare without loose quality,How to Compress size of video-Aaj puri duniya smartness ka diwana hai.har koe aaj photo,video lene ka kafi shoqin ho gaya hai.aaj log Hd me video dekhna pasand karte hai.

Aur aise me hd video ka size bahut jyada hota hai.eski wajah se log use jyada share ya fir kahi upload nahi kar pate hai.esliye aaj hm bat karenge Us Video ki size ko compress karne ki.

Video size ko compress kaise kare
Video size compress kaise kare
 
Aaj har kisi ke pas bahut se mahnge-mahnge(heavy rate) wale phone honge.jisme aapka phone hd photo aur video ko capture karta hai par aapne gaur kiye honge ki uska size bahut hi jyada ho jata hai.

Aaj har kisi ke pas bahut se mahnge-mahnge(heavy rate) wale phone honge.jisme aapka phone hd photo aur video ko capture karta hai par aapne gaur kiye honge ki uska size bahut hi jyada ho jata hai.
Jo hme achha nahi lagta ki etna kam time ka video etna jyada size me kaise ho gaya.

Esliye aaj mai aapko bataunga ki apne hd video ka size compress kaise kare bina uska quality khoye bina.


Jaise ki aapka video ka size 1Gb hai to metr bataye gaye method ko use karke use aap 100mb,50mb ya fir 15mb tak ka size ko compress kar sakte hai.

Lekin ye sab me karne se nam marta ka quality par fark parega.
aur aap es method se aasani se apne Video ka size compress kar payenge.

Video size compress karne ka fayda?

Video ki size agar kam hoga to uske bahut sare fayde honge.
jaise ki aaj mai apne phone ka recordings video ko whatsapp status me lagana chah tha tha but etna jyada uska file size bara tha ki status me upload hone me bahut time lag rha tha upar se data bhi loss.

  • To sabse pahle to kahi par uploading me time kam lagega
  • Apka data kam kharch hoga
  • Ap vo video kisi dosto ke sath jaldi share kar payenge

Video size Compress karne ke liye Requirement?

Dosto,Aap directly apne mobile me diye gaye application se aap apne video ko size ko kam nahi kar sakte hai.ya fir unhe crop ye sab karke uski size ko kam nahi kar sakte hai.

Eske liye aapko ek play store se third party application ko downlaod karna parega.
Ap us application ki madad se asani se apne video ki size ko compress kar payenge bina quality ghataye.

Video Size compress Kaise Kare? Without Loose Pixel Quality

Mere bataye gaye method ko follow karke aal asani se apne video ko compress kar payenge.
Aur jab bhi aap video ko compress karenge to bina quality ko loose kiye aapka video ka size ko kam kar dega.

Yaha par mai aapko 2 method se video ki size ko compress karna bataunga.
Jinke pas android phone hai to vo apne phone se bhi compress kar sakte hai aur jinke pas computer hai vo apne computer ki madad se bhi video ko compress karke size kam kar sakte hai.
To niche diye gaye steps ko follow kare..

Ye Bhi Zroor PAdhe-

Now Follow These Steps:-

#1 Method

Mobile se Video Size compress kaise kare?

1. Sabse pahle apne phone me play store se video compressor application ko download kar lijiye.

2. App ko install krne ke baad jb aap app ko open krenge usme Input Video ka option aayega.

3. Apko ek Output Directory ka option milega ,jisme aapko yah choose krna hai ki apko video kaha save krna hai.

4. Ab jis video ko convert krna hai aap usko input video se select kar lijiye

video size ko compress kaise kare
video size ko compress kaise kare
5. Fir aapko Output Name wale option me video ka naam de dijiye aur Output Size wale option me aapko jitney size ka video chahiye utna daal dijiye. Jaise aapko 20 MB me chahiye toh aap 20 input de dijiye.
6. Aur sbse last step , iss step me aap Compress Pr click kar dijiye. Iske baad video thoda time lega aur fir apko kam size ka video aasani se mil jayega.
video size ko compress kaise kare
video size ko compress kaise kare
To friends,aap apne mobile ki madad se es method ko follow karke apne video size ko compress kar sakte hai bina quality loose kiye.

 

Ab hm bat kar lete hai..
 
#2 Method

Computer se video Size compress Kaise Kare?

Agar aapke pas computer hai tab aap ye wala method ko follow kare taki aap computer ki madad se video size ko compress kar sakenge.
 
Computer ke through bhi video size ko compress karne ke liye hame third party application ki zroorat paregi.hm usi ke madhyam se computer me Video size ko compress karenge.
 
Now Follows These Steps:-
 
1. Sabse pahle apne computer me google se handbrake name ka software download kare
2. Ab use apne computer me install karke open kare
3. Apko Handbrake ke software me Source option milega jaha se aap apne video ko select kar skte hai. Aur Destination me aap apne Output video ka path de skte hai matlab apko video kaha save karna hai.
video size ko compress kaise kare
video size ko compress kaise kare
 
4. Fir aap output setting me jaiye aur aapko jis Format me video chahiye usme set kar dijiye
 
5. Yah step last step hai , isme aapko Start Par click karna hai . iske baad conversion shuru ho jayega.
To dosto,es prakar se aap apne computer se video size ko compress kar sakte hai.
Aur Jitni jayda size ki video hogi compress hone me use utna time hi lagega. Agar aapko ye article video size ko compress kaise kare without loose quality to ese apne dosto ke sath share karna na bhule.
 

Leave a Comment