Youtube channel kaise Banaye? Kya aap YouTube par apna ek Channel banana chahte hai Video upload kar ke paise kane ke liye.
to is article ko pura padhe ya mai aapko batane jara hun ke Youtube par channel kaise banate hai online money earn karne ke liye. How to crate youtube channel in Hindi. Aaj ham janenge ki YouTube channel kaise banaye aur usse paise kaise kamaye.
Namskar dosto,aap sabhi ka fir se ekbar adviceduniya par bahut-bahut swagt hai.aaj ka topic hai apna khudka YouTube channel kaise banaye?
aaj hum pure article me yahi sikhenge ki youtube channel kaise banaye jate hai.
Youtube kya hai? Apna Youtube Channel Kaise Banaye?
Youtube ek aisa website or application hai jaha hum koe bhi video, Song, Trailer, Movie, Serial etc dekh sakte hai.
youtube aaj har kisi ke mobile me install rahta hai.
kyuki vo youtube ko istmal kar apne manpasand video asani se khoj kar dekh sakte hai.
lekin aapko kya lagta hai vo youtube me video kaha se aata hoga.
To mai aapko bata du ham jaise log hi youtube me video banakar daltr hai.jo aapko display hota hai.
Aaj pure duniya se daily lakho video youtubr par upload kiye ja rahe hai.aur video upload karne wale apne-apne tarike se YouTube se paisa kama rahe hai.
aaj hamare country me kitne aise log hai jo aaj youtube me apna video banakar famous ho gaye hai.
aur unki earning aaj lakho me hai.
Esliye aaj mai aapko bataunga ki kis tarah aap bhi apna youtube channel create karke khud ka video banakar paise kama sakte hai.
Youtube channel banane ke liye requirement ?
Bahut se log ye sochkar youtube me apna account nahi banate hai ki youtube me account banane ke liye kuch khas chizo ka zroorat parta hai.
ya bahut se log ye sochte hai youtube me channel create karne ke liye hame paise pay karna parta hai.
ya bahut se log ye sochkar apna channel nahi banate kyuki unhe lagta hai ki YouTube cahnnel banana bahut hard kam hai.
lekin aisa kuch nahi hai dosto,YouTube me channel banana bahut hi asan(easy) work hai.
youtube me aap apna channel bilkul free me bana sakte hai.
aur us free me banaye huye youtube channel me apna video upload kar khub paise kama sakte hai.
Youtube channel banane ke liye aapke pas Chrome browser/youtube application hona chahiye aur ek gmail id.
- Chrome/youtube application
- Gmail id
ye sab chizo ki help se youtube create karte hai.
To Niche mai aapko free me youtube channel banana sikhaunga jo ki bahut hi asan sa steps hoga jise aap follow karke apna khudka youtube channel create kar sakte hai.
uske pahle hamlog jan lete hai ki-
Youtube Channel se Paise kaise Kamaye jate hai?
Bahut log ka man me ye swal hoga ki channel banakar video upload se paise kaise kama sakte hai.
To aap ye jan le ki aap jo bhi video ko youtube par dekhte hai uske video ke bich-bich me ads ka video aata hai.
To vo video upload karne wala usi se paisa kamata hai.
Youtube se Paisa Kaise kamaye? Ke bare me Hamne Ek Alag Hi Post likh rakha hai. Jispar Youtube se Paisa kamane ka Sabhi Process Pure details me bataya hai.
Paisa Kamane Wala Youtube Channel Kaise Banaye? Full Guide
To hum aab aate hai aapne final words ki taraf jiski madad se aap apna youtube channel ko bana sakte hai. to niche ke steps ko follow kare apne youtube channel banane me-
Now Follows These Steps:-
1. Channel bana ke liye Sabse pahle aapko youtube account me login karna hai, bas Aap apne gmail Account se login kare
2. Fir apne chrome browser ko open kare.
[Agar aap computer se channel bana rahe hai tab thik hai aur agar aap mobile se channel bana rahe hai tab apne chrome browser ko desktop mode me kar le]
3. Chrome browser me youtube.com search kare [fir google aapko directly youtube ke official website par le kar chala jayega]
4. Apko mobile/computer ke display par aapko Right side ke corner me apka image dikhayi dega(agar aap apne gmail me photo dale huye hai tab) nahi to ek round(circle) Sa kuch dikhega uspe click kar de.
5. Fir aapke samne kuch options aayenge usme se My channel par click kar de.
6. My channel par click karne ke bad aapko Name fill karne ke liye aayega.
- Aap apne channel ka name likhe jis name se aap channel banana chahte hai.
- Create channel par click kar de.
- Aur agar aap bussiness channel ya koe branded channel rakhna chahte hai tab Use bussiness or other name par click kar de.
7. Agar aap apna branded name ka channel banana chahte hai tab Use business or other name par click kare aur uske bad aap apna channel ka name bhare aur create par click kar de.
Jaise hi aap create button par click karenge vaise hi aapka channel youtube par successfully puri tarah se ban jayega.
Es tarike se aap apne youtube par free me channel create kar sakte hai.agar aapko koe bhi problem aarahi ho apne youtube channel create karne me to nichhe comment kare .
aur agar aapko Apna youtube channel kaise banaye in hindi ye article achha laga ho tab apne dosto ke sath share zroor kare.
Pradeep Kumar
This a good article sir thank you very much.
Gopal Singh
Thanks for commenting bhai
akiyukugiir
http://mewkid.net/order-amoxicillin/ - Amoxil Amoxicillin bll.nokh.adviceduniya.com.haf.dh http://mewkid.net/order-amoxicillin/
iudlukfp
http://mewkid.net/order-amoxicillin/ - Amoxicilline 500 Mg Online Amoxicillin 500mg ksw.ljjk.adviceduniya.com.vml.bv http://mewkid.net/order-amoxicillin/
Ismile Laskar
Hi Dear, Can i take youtube as a career for long time?
Gopal Singh
Yes, You can. But firstly you should grow your channel and Start earning..After earning you can take as full time.
Akteri
Nice post ♥️
Lokesh
kya youtube se lifetime earning kar sakte hai
easy ?
difficult ?
Gopal Singh
G zroor ho sakta hai. Jitna support aap doge utna support aapko youtube dega.
प्रचेता मिश्र
धन्यवाद भाई।
Guru bishnoi
Sir vice city game kaise download kare.
Gopal Singh
google k through or telegram par v aapko mil jayega
Rupesh Kumar
Aapne achhi Jankari diye hai. Thank you for sharing this article.
By Gyanveda
Treena Osowski
It's a known fact, that in life, you can't have everyhing. In my heart, I knew that I loved them both as much as it is possible to love two people at the same time. Conrad and I were linked, we would always be linked. That wasn't something I could do away with. And I know that now--that love isn't something you can erase--no matter how hard you try.
Online Paise Kamane Ka Tarika | Skill pay
Nice article your choice of topic is really good.