Youtube par Copyright Video & Music Kaise Use Kare? How to use Copyright Video & Music on our youtube channel in Hindi, Bahut se log Kabhi-Kabhi Dusre ka Video ko download karke apne youtube channel par Upload kar dete hai. Jisse unhe aage chalkar kafi jyada problem hota hai. Unke Channel par Kafi jyada Strike aana shuru ho jate hai.
Kyuki Youtube kabhi bhi Vaise Channel ka account apne Service par nahi rahne deta hai jo Copyrighted Video ya Copyrighted Song ko istemal karte hai.
Lekin mai aapko Btaunga ki Kaise aap Kisi bhi Dusre ke Video ya Music ko Upload kar sakte hai bina kisi Copyright Problem laye bina.
To namaskar dosto, Aap sabhi ka bahut-bahut swagat hai hamare Adviceduniya blog par. Aaj ka Article ek Youtuber ke liye bahut hi important hai. Kyuki Aisi galatiya Aksar Kayi sare Youtuber kar dete hai. Jiska Unhe apne Channel ko loss karke chukana parta hai.
Youtube Har samay se Original Content ko Value diya jata hai. Aise me agar aapka Content me agar un logo ko thora sa bhi laga ki Aapne Copyright ka Ulangghan(Unfollow) Karke apna Content(video) banaye hai.
To vo Thora sa bhi time nahi lagayega aapke Channel par Strike karne me. Lekin Abhi thora sa Chhut mila jisse Users ko thori rahat mila hai.Esse yah hai ki Aapko pahle Warning diya jata hai.
Agar aap usko sahi nahi karte hai to Fir Ve log aapke Channel par Kayi Sare Strike dal dete hai. Jisse aapka Channel Ban ho jata hai.
Aur jyada Tar logo ko Strike Copyright ka hi aata hai.
To mai aapko Bataunga ki kaise Kisi bhi Video ya Music ko apne youtube channel par istemal kar sakte hai. bina koe Strike ko aaye.
Youtube Par Copyright Video & Music Kaise Use Kare? Youtube Strike Free
Aisi bahut sare tarike hai.Jiske dwara aap Copyright aaye bina hi Video Ka istemal kar sakte hai. Lekin Un sabhi ke Tarike ke bare me aapko janna parega.
Agar aap un sab tarike ko bina apply kiye kisi dusre ke video ko upload karte hai apne youtube channel par to aapka Channel Ban hone se koe nahi bacha sakta hai.
Aur hmesha Dusre ke Video ko Upload mat kare. jyada tar khyal ye rakhe ki Khud ka mehnat se Video banaye aur Khud se edit kare. Aur video Upload kare.
Ye bhi Zroor padhe:-
★ Youtube se Video downlaod kaise kare?
★ Youtube se koe bhi Song Mp3 me download kaise kare?
★ Youtube par Video upload kaise kare?
★ Youtube Channel Khud se Promote kaise kare?
★ Youtube Video par Thumbnail kaise lagaye?
Agar aap Soch rahe hai Ki Mai dusre ka Video ko Upload karke bara Youtuber ban jaunga to ye aapka bhul hai.Youtube par Copyright Video & Music ko istemal karne ke liye ye sab kare.
1. Video Ka Background Change kare
Youtube Sabse jyada Content ke kisi bhi part ko dekhta hai To vo hai Us Video Ke Background ko. Youtube Sabse jyada Video ke Background ko Focus karta hai.
Aur aise me agar aap Copyrighted Video Use karne wale hai to sabse pahle us Video ka Background ko Kisi Software ke jariye Change kar de.
2. Video ke Size ko Change kare
Dusra Youtube Video ke Duration ka bhi kafi khyal rakhta hai. To aap bhi Us video ka Duration Size Ya to thora badha de ya fir ghata de.
Jo hai Same Utna hi duration rkhne se Copyrighted Strike aane je chances hote hai.
3. Video ke Voice Me Changing Laye
Youtube Agar kisi Chiz se Video ka pata lagata hai To vo hai Us Video ke Voice Ko. Har Video ke Voice ka Data uske pas rahta hai.
Aise me aap jab bhi koe Copyright Video ya Song Use kare to Uska Voice me thora Changing kar de.Jaise ki Thora sa frequency badha ya kam kar de.
Uske Sound System me change kar de. Sound ko 2D ya 3D ya kisi bhi Dusre Dimensions me change kar de. Lekin Uske original Voice me na rahne de.
4. Hmesha Creative License wale Video ka istemal kare
Aap Vahi video ka Istemal kare Jo Creative Lisensable ho. Matlab ki Jo Chhote-mote Brand wale Channel ho. Ya fir Vaisw Channel Jinse aapka Video istemal karne se jyada Pareshani na ho.
Lekin agar aap Kisi bare channel jaise ki T-Series ya Fir Sony-Tv ye sab Channel ke Video ko aap apne Channel par Upload karenge to Youtube khud va khud aapke Video ko hata dega.
Kyuki Ve log Youtube ko apne Video ko Safe rakhne ke liye kafi paise bhi dete hai.
5. Video ke Owner se Permission le
Aap jis ke Bhi channel ke Video ko istemal kar rahe hai. Uske Channel ke Owner ka Permission ho sake to zroor le. Aap permission lene ke liye unhe Comment kar sakte hai.
Unse Email ya other Social Network ke through bat kar le. Taki kabhi bhi ve aapke Video par Copyright ke Liye Report na kare. aur aapka Video ka Channel Dono Safe rahe.
6. Uske Channel ka Credit de
Agar aap Unse bat nahi kar paye. Ya for bt nahi karna chahte hai. To ek aur jariya hai Jiske dwara bina Copyright lage aap video istemal kar sakte hai.
Aap us Video ko jaha se download kiye hai. Us channel ke Name Apne Youtube Channel kw us Video ke Description me zroor likhe.
Ki ye Video Ka Main Publisher Ye Channel hai. Esse Youtube Aapke Channel par Strike dene ka kam chance rakhega.
7. Us Video ka Title, Meta description,Tag, Thumbnail, Video Style Sabhi kuch Change kar de
Aap jab bhi koe Video ko Download karke apne Channel par Istemal kare. To sabse pahle Us video ko apne youtube channel par Upload karte samay Us Video ka Title, Aur Description, Ya fir Tag ye sabhi ko Change karna bilkul bhi na bhule.
Aur yahi bahut log galti karte hai.
Aur Sath hi Us Video ka Thumbnail ko khud se banakar Dalne ka try kare.
agar aapko Youtube Video par Thumbnail lagana nahi aata to ye padhe.
★ Youtube Video par Thumbnail kaise lagaye?
Aur sath hi Us video ko download karne ke bad kiso software ke jariye Us video ka Style me thora Changing kar de. Jaise ki Uska Starting me Font Change kar de.
Bich-bich me kisi ka name likh de. Ya fir Subscriber ka Popup laga de. Matlab ki Video ka Style me Change zroor kare.
Etne kuch karne ke bad aap Kisi ka bhi Video Ko apne channel par Publish kar sakte hai. But hmesha aisa karne ke koshish kabhi bhi na kare. Kyuki Ye Andhere me Tir chalane jaisa ho jayega.
Matlb ki Aapke Video par Views aur Subscriber to Aapke Copyrighted Video dalne se badh jayenge. Lekin Kabhi bhi Channel par Strike aayega.
To aapka pura ka oura Channel hi Ban kar dega. Jisse hmesha ke liye aapka Channel Youtube se Hata diya jayega. Esliye apna Content hmesha rakhe.
Aur Ye zroor jan Le ki Content is The King. Jitna achha aapka Content rahega Utna jyada Popular aapka Youtube Channel hoga.
Conclusion
To dosto,Mujhe ummid hai aap bhi ab Youtube Channel par Copyrighted Video ko Istemal karna sikh gaye honge. aur aapko kabhi bhi Koe problem ho Youtube se related to aap niche comment kar sakte hai. Hum aapke liye 365×24×7 Hazir hai.
Aur agar aapko yah article achha laga ho to apne dosto aur ristedaro ke sath Facebook,Whatsapp & Twitter jaise Socialmedia par share zroor kare. Taki aapka ek share karne se Koe Youtuber ye post padhkar jan sakta hai ki Youtube Channel par Copyrighted Video ko istemal kaise karte hai.
Junaid
Plz halp me.mara YouTube channel par rapetative contact araha ha voice Mari ha muhja clipe lagana video ka to ma kitnay second ka clip laga o or kha kha sa Lalo plz halp me.
Watsapp my
Bam dashaundi
I want to YouTube bar
Gopal Singh
Sure, Youtube Allow Everyone to Join and Earn Money from their Plateform.. Youtube is Free Plateform..